Sunana Chahta Hoon Haal-E-Dil Jis Ek Jumle Mein
Sunana Chahta Hoon Haal-E-Dil Jis Ek Jumle Mein,
Bikhar Jata Hai Wo Jumla Kabhi Yakjaa Nahi Hota
Sunana Chahta Hoon Haal-E-Dil Jis Ek Jumle Mein,
Bikhar Jata Hai Wo Jumla Kabhi Yakjaa Nahi Hota
apni har ek saans uske liye humne luta di
aur wo puchhte hai mere liye kitni hadd tak gujar jaoge
Sun liya hum ne faisla tera
Aur sun ker udaas ho baithey
Zehan chup chaap ankh khaali
Jaisey hum kianaat kho baithey
Mere jane pe ae jana,
preshan tm nhe hona
kbi chup kar nhe rona
judaae zehar hoti ha,
muje maloom ha lekin
faraq-o-hijar ka musam,
yakinan beet jae ga
mujhy apni qismat se bas itna gila hai
tujh jesa dost bohat dair se mila hai
yun o aksar nawaz diya rab nay
per to u meri khas duaon ka sila hai
Mere sajdo k tasalsul ko to kya janay aye mere DOST
Sur jhukaya teri khushi mangi , hath uthaya to teri zindagi mangi
Aap Ki Yaad Main Ek Shair Arz Hai.
Today Is Monday, Tommorow Is Manglwar.
Wah Wah
Today Is Monday, Tommorow Is Mangalwar..
I Miss You Yaar
I Miss You Yaar..
Meri Aankhon Main Mat Dekho Neend Chura Lunga
Na Dil K Qarib Ao Wrna Muhabbat Sikha Dunga
Gehra Hai Apsey Rishta Itna
Khuwaabo Main Bhi Aye To Apna Bana Lunga… !
Bhatakte rahe hai badal ki tarah,
seene se lagalo aanchal ki tarah,
gham ke raste pe na chodna akele,
warna tut jaynge payal ki tarah.
Tumse door rehkar tumhe miss kiya humne,
Tumhare liye “God” se wish kiya humne,
Tumhari yaad chupke se chali aayi toh,
Toh bade pyaar se SmS kiya humne.