Akash ke taron mein khoya hai jahan saara lagta hai py
Akash ke taron mein khoya hai jahan saara,
lagta hai pyara ek ek taara.
In taron mein sabse pyara hai ek sitaara,
jo is waqt padh raha hai SMS hamaara
Akash ke taron mein khoya hai jahan saara,
lagta hai pyara ek ek taara.
In taron mein sabse pyara hai ek sitaara,
jo is waqt padh raha hai SMS hamaara
Dil jo dooba aash-ke-gam aankh me machal gaye,
Ek chirag kya bujha saun chirag jal gaye,
Meri unki raah bas itni der ek thi,
Do kadam chale hi the ki raste badal gaye
Jis din se juda vo humse hoi is dil ne dharkna chor diya hai.
Chaand ka mooh bhi utra utra taaro ne chamkna chor diya hai….
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
ek woh din tha jab tere nazare mere aankhon se mile
phir woh din aaya jab mere ankhon se dard ka aansoon bahe
aaj woh din hai jab mere toote dil se lahoo hi nikale
kab woh din aayega jab mere seene se tere dil nikeleng
Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho
zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho
kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai
zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
Zindagi Main Bahut Baar Vaqut Aisa Aayega ,
Jab Aap ko Chahane Wala Hi Aapko Rulaega ,
Magar Viswash Rakhana Us Par ,
Akele main Vo Aap Se Kahi ,
Jyada Aansu Bahayega
Lamhe judai ke bekraar karte hain,
halaat mere mujhe lachaar karte hain.
Aankhe meri padhlo kabhi,
hum khud kaise kahen
ki hum aapko kitna yaad karte hain.
Woh apna to hai par usay apna keh nahi sakta
woh ik pal ko bhi rothe main seh nahi sakta.
Pyar jitna bhi ho pyar hee rehta hai
samandar kabhi nadee main beh nahi sakta
Jo aaj hai us main he khush raho usko hi jiyo
kal kaisa ho aur kia ho koe kuch keh nahi sakta.
Woh mujhe milay na milay yeh baat sach hai
main uske bina woh mere bina reh nahi sakta
An excellent saying…… ….
"The Dream is not what you see in sleep..,
Dream is the thing which does not let you sleep."