LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti. CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man, but maa kasam i dont know who is Jayanti. Koi locha-lafda hoga buddhe ka
Munna bhai SMS
Advertisement
Advertisement
Circuit, “Bhai… bole to bachpan
Circuit, “Bhai… bole to bachpan mein apun 20th Floor se gir gaya tha.” Munna Bhai, “Aisa kya? To fir bach gaya tha ya mar gaya tha? Circuit, “Abhi jaane do na bhai itni purani baat… Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!”
Advertisement
Meray paas aik buri khabar hai
Munna: Meray paas aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai teray wastay. Patient: Acha to pehlay buri khabar suna daal. Munna: Apun k paas jo teri report pahunchi us mien likha tha k teray paas sirf 24 ghantay hain zinda rehnay k liye. Patient: Sirf 24 ghantay. is say buri khabar [...]
Bolay to Apun ko tera
Munna: Bolay to Apun ko tera operation dobara karna paray ga. Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain. Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai
Kya ray! Aasmani kabutar! Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai, Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai, Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos? Apka Pyara Munna Bhai
Posted in

