Miss you SMS messages Collection

25 Jul

Na mile kisi ka sath to hamain yad karnaTanhayi jo sat

Na mile kisi ka sath to hamain yad karna,

Tanhayi jo sataye to humse baat karna,

Khushian baantnay ko tum DOST hazar rakhna,

Ghum baatna ho to humko yad rakhna… :-) ..

25 Jul

TROUBLE as life as air LOVE as deepas da ocean FRIEND

TROUBLE as life as air, LOVE as deepas da ocean,
FRIENDS as solid as diamonds n SUCCESS as bright as gold ,
these are al my Wishes 4 u 2day, 2moro, & 4 ever……. :-) ….

25 Jul

Hamay Aa Kar Mana Lana Kisi Sham Se PehlayUdasi Tahar

Hamay Aa Kar Mana Lana Kisi Sham Se Pehlay,
Udasi Tahar Jati Ha Tumhary Naam Se Pehlay.

25 Jul

YEE SOCH KER REHNAY DIYAA ARMONO KO DILL MAIN MAHMAN KA

YEE SOCH KER REHNAY DIYAA ARMONO KO DILL MAIN

MAHMAN KABHI DILL SAY NIKALAY NAHIE JATAY

25 Jul

JUGNU ko QAID kar k MUSKORAYA na kroROSHNI ki KHATIR D

JUGNU ko QAID kar k MUSKORAYA na kro,
ROSHNI ki KHATIR DIL jalaya na kro,
DIL pe SITAM itna na kro!
YAAD nai krty TO YAAD bhi na ayya KRO..

25 Jul

Tum Bhoolakar To Dekho Hume Har Khushi Tumse Rooth Jaye

Tum Bhoolakar To Dekho Hume
Har Khushi Tumse Rooth Jayegi
Jab Bhi Sochoge Apne Bare Me
Khud – Ba – Khud Yaad Hamari Aayegi

25 Jul

Tujhe bhoolne ki koshish meinJab dil ye zid pe aa gaya

Tujhe bhoolne ki koshish mein,
Jab dil ye zid pe aa gaya,
Main aankh moond ke baith gaya,
Tu khayaal pe phir chaa gayi…
Ye dhadkan kahin ruk jaaye naa,
Meri nabz Thehr naa jaaye kahin,
Tune Waqt kiya mera lamha lamha,
Magar maut ko aasaan bana gayi…
Meri har daleel ko kiya ansuni,
Meri fariyaad bhi to suni nahin,
Main Hairaan hu, haa Kuch Pareshaan hu,
Aisa Faislaa tu mujhe suna gayi…
Mujhe chaand ki kabhi talab na thi,
Mujhe suraj ki bhi fikar nahi,
Bas aankh kholna hi chahte the ham,
Magar Tu roshni hi bujha gayi…
Beshak bhoolna tujhe chaha bahut,
Hans kar kabhi, ro kar kabhi,
De kar ye aansuon ki saugaat mujhe,
Tu daaman apna bacha gayi
0346-2600024

25 Jul

dil ko dil se churaaya ap naydoor rehte huwe bhi apna b

dil ko dil se churaaya ap nay

door rehte huwe bhi apna banaya ap nay

kabhi bhool nahi payein gay hum apko

kyun k yaad rkhna sikhaya ap nayy

25 Jul

IS WAQT 38 LAUG SO RAHE HAIN22 LAUG ENJOY KAR RAHE H

IS WAQT 38% LAUG SO RAHE HAIN,
22% LAUG ENJOY KAR RAHE HAIN,
15% LAUG IBAADAT KAR RAHE HAIN,
25% LAUG TIME PAAS KAR RAHE HAIN,
AUR 1 HUM HAIN K TUMHEN YAAD KAR RAHE HAIN…

25 Jul

Bara Dushwar Ha Shaista RahETalab HonaNazar Ko Had Me

Bara Dushwar Ha Shaista Rah-E-Talab Hona
Nazar Ko Had Me Rakhna Shoq E Dil Ka Ba Adab Hona.