Latest flirty SMS collection in roman urdu & english

25 Jul

TADPA jati hain aksar unki yeh jhukti hui aankhenjab

TADPA jati hain aksar unki, yeh jhukti hui aankhen,
jab uth-ti hain yeh aankhen, to yahi dua ban jati hain……
yeh unki di hui TADAP-AE-ISHQ hai, ya unki hai dua,
jo raaton ko jagne ki vazah ban jaati hai

25 Jul

Aa gaya dil kissipe aana thaAapka husn ik bahana thaIpt

Aa gaya dil kissipe aana tha
Aapka husn ik bahana tha
Iptada-e-shabab bhi kya thi
Chand taaron me aashiyana tha
Tinke tinke se mil ke roye hum
Jaisa har tinka aashiyana tha
Ab to hai kunj kafas se badhtar
Aap rahte to aashiyana tha
Barq ka shukriya ada kar loon
Kitna be-noor aashiyana tha
Maine ghutkar kafas me dam todaa

25 Jul

badalate waqat kaa ik silsilaa sa lagata hake jab bhii

badalate waqat kaa ik silsilaa sa lagata ha
ke jab bhii dekho use duusaraa-saa lagata hai
tumhaaraa husn kisii aadamii kaa husn nahin
kisii buzurg kii sachchii duaa saa lagataa hai
terii nigaah ko tamiiz rang-o-nuur kahaiN
mujhe to Khoun bhii rang-e-hinaa saa lagataa hai
damaaG-o-dil ho.na agar mutmaiin to chhaaon hai ya dhoup
thapdi luu bhii Thandii hawa si lagati hai

25 Jul

Jiski yaad mein saare jahan ko bhool gayeSuna hai wo a

Jiski yaad mein saare jahan ko bhool gaye,

Suna hai wo aaj kal hamara naam tak bhool gaye,

Kasam khai thi jisne saath nibhane ki,

Yaaro aaj wo meri laash pe aana bhool gaye..!!

25 Jul

NAFRAT HY MUJHY HER OOS FARD SY MER MITTY HEEN ROOZ JO

NAFRAT HY MUJHY HER OOS FARD SY
MER MITTY HEEN ROOZ JO NAIY SHAKHS PE,

ADAON PE OON KI ME QURBAAN JAON KERTY
HEEN IELAAN HER SHEHAR ME

NAHI SAMAJHTY JO OON KE MAJBOOREAN NAHI
RAKHTY JO AAPAS ME KUCH
DOOREAN,

DY KER YE OON KO TUHFAY NAIY
BERHATY HEEN AOR KADAM DOOSTI KY,

BATATY HEEN LOGOON KO HER ROOZ YE
K SAATH ME OON K IK HASEEN SHAKHS HY…..

25 Jul

Bari koshish k baad use bhula diyauski yado ko seene s

Bari koshish k baad use bhula diya,
uski yado ko seene se mita dya,
aik phir uska piagham aya likha tha "Muje Bhool Jao"
or muje bhula her lamha yaad dila diya !

25 Jul

Ladki boli Chandni chaand se hoti hai sitaron se nahi

Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
Ladka bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,
Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.

25 Jul

Hadse banke log yahaan mila karte haizakhm dene ke hi s

Hadse banke log yahaan mila karte hai
zakhm dene ke hi saaman diya karte hai
roz gir jaati hai deewar tere wadon ki
roz hi hum maut ke saaye mien jiya karte hai..

25 Jul

Sapne saare tod kar beithe haidil ka armaan chod kar be

Sapne saare tod kar beithe hai
dil ka armaan chod kar beithe hai
na kijiye humse wafa ki baatein
abhi-abhi dil ke tukde jod kar beithe hai

25 Jul

Kya faaida hua hai ab intezaar karkeGardish mein aagaye

Kya faaida hua hai ab intezaar karke
Gardish mein aagaye hai..Hum tumse pyar karke
Iss daur mein Wafa ka..Hum karobaar karke
Sunnat nibha rahe hai..Dushman se pyar karke