Funny Faraz SMS & Faraz Jokes - Funny Faraz Shayari in Hindi & Urdu


Advertisement

Hum sunayeen to kahani aur hayYaar logoon ki zubani aur

Hum sunayeen to kahani aur hay

Yaar logoon ki zubani aur hay

Chara gar rote hain taza zakm ko

Dil ki bimari purani aur hay

Jo kaha hum ne woh mazmon aur tha

Tarjaman ki tarjamani aur hay

Nama bar ko kuch bhi hum pyegaam deen

Daastaan us ne sunani aur hay

Aab zamzam dost laye hain ebs

Hum jo pite hain woh pani aur hay

Sab kiyamat kamtoon ko dekh lo

Kiya mere jana ka sani aur hay ?

Ehl dil ki anjuman main aaa kabhi

In ki duniya yaar jani aur hay

Shaeri karti hay ek duniya fraz

Par teri sada bayani aur hay.


Advertisement

dil jalta ha to jalne day isko farazna rahy ga na wo ya

dil jalta ha to jalne day isko faraz
na rahy ga na wo yaad aaega


Advertisement

ab to mar jane ko jee karta hai farazhum jin ke the wo

ab to mar jane ko jee karta hai faraz
hum jin ke the wo ab kisi aur ke hai

aj dil khol k roye hy to u khosh hy Farazchand lamho

aj dil khol k roye hy to u khosh hy Faraz…
chand lamho ke ye rahat b barhe ho jasy….
NR khan
03026765383

Hote hy barhe zalim yaktarfa mohabat FarazWo yad to

Hote hy barhe zalim yaktarfa mohabat Faraz….
Wo yad to ate hy.Pr yad nahe karte……
NR khan
03026765383

More Faraz SMS, Funny Faraz Shayari & Faraz Jokes in Urdu & Hindi