Duniya se mukhtlif hai mera andaazezindagiMain zakham
Duniya se mukhtlif hai mera andaaz-e-zindagi
Main zakham khata hun tou or nikhar jaata hun…!
Duniya se mukhtlif hai mera andaaz-e-zindagi
Main zakham khata hun tou or nikhar jaata hun…!
Qasoor nhi is main kuch bi unka
Humari chahat hi itni thi k unhain ghuroor aa gaya…
Apne honay Ka Pata de daina.
Kabhe guzro tu sada de daina.
Yaad aa jaaoon ibadat main agr.
Hath utha k dua de daina.
Tery
any
se
phly
he
Dil
k
ander
tak
Utar
jata
hai
Tery
wapis
jany
ka
guhm
Maine Pucha Khuda Se
Keemat Kya Hai Pyar
Ki?
Khuda Bhi Has
Ke Bole
Aansu
Bhari Aankhe
Umar Intezar Ki!
har roz hum nashe me hote hai aur shaam guzar jati hai, ek din aisa hoga k shaam nashe me hogi aur hum guzar jayenge?
ankhain be wohi hain dareecha be wohi hai
aur soch k angan mein utrata be wohi hai
jis ne mery jazboon ki sadaqat ko naa jana
abb meri rafaqat ko tarasta b wohi hai
Mera lafz lafz dua dua, Mere aansuon se dhula hua,
tujhay zindagi ke wo sehar miley, tujhay muhabaton ka safar miley, Tujhay dard-o-gam na kabhi choo sakay, ye dua hai koi gila nahe tujhay zindagi main wo sakoon milay, jo kisi ko kabhi mila nahe !!
Katra katra behte hain Aansu
Aur hum unhe sukha bhi na paaye..
Isse badhkar wafa ki saza kya hogi,
Wo roye humse lipatkar kisi aur ke liye
Aur hum mana bhi na paaye…!
dear “B“….
jus 4 y3w
plzzzz cum back!
m sorry
i 9 ghalti apki thi….but m really sorry
plz 4 give me