yaadain ter khuloo kidati hain aaj bhi milnay ki aar
yaadain ter khuloo$ ki,da$ti hain aaj bhi
milnay ki aarzoo main,tara$ti hain aaj bhi
ankahin hazaar zabt ki koshi$h k bawajud
ruk ruk k baar baar,bara$ti hain aaj bhi…..
yaadain ter khuloo$ ki,da$ti hain aaj bhi
milnay ki aarzoo main,tara$ti hain aaj bhi
ankahin hazaar zabt ki koshi$h k bawajud
ruk ruk k baar baar,bara$ti hain aaj bhi…..
Tri yadon k bna koi lmha gzara nai
ik pal nai jb tmhe hmne pukara nai
mri nkamion ka itna bi gm na kjiye
agr ap jete he to me hara nai
ye nq$h-e-drd k $e utr jae chere $e
mene abi apka gm dil $e utara nai
tere bin yun kt rahi driya-e-zindgi men
kshti bi he majhi bi hai, kinara nai
kr raka he ji$ne $are gar men ujala
an$u he mera ye koi tota hua tara nai
k$ko gle laga k royen namurad hm
i$ bhri dnia men apna koi $ara nai
marez-e-i$hq he tmanai khdk$hi ka ab
ghre hen dl k zkhm or koi chaara nahin
wo aa ke poonchh den aan$u hamari aankhon $e
itna bhi hamare haq mein na$eeb hamara nahin
itna he bd-na$eb “Memon“ ka ye jahan
lota he zindgi ne j$e maut ne mara na…..
aan$ooun ki wadi main
dil nazuk rehtay hain
jo choot kha kar bhi
kuch kar nahi patay hain
in aan$ooun ki wadi main
dheeray $ay chalnay
yahan kaii dil hain
jo toot gatay hain
in ma$oom dilloun ko
jab rah na millay
aff$urda $i niggahon $ay
ha$srat main gungonatay hain
in dukhi dilloun ko
koi dukh na dayna
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan khammo$h rehna
prinday bhi rootay hain
aur chup chaap $ay rehtay hain
phool jo khiltay hain
murgha $ay gatay hain
har chahra yahan pay
ghamzada $a hai
har aankh yahan pay
$oogi hoi hai
yah aan$ooun ki wadi hai
yahan tum na aana
yahan weeran dil ba$tay hain
yahan tum na ba$na…..
Tere Naam ki thi jo Ro$hni u$ey khud tu ne Bujha diya
Ji$sko jala $aki thi na Dhoop u$ey chandni ne jala diya
Mein hoon Gardi$hon ka maara huwa mujhey ab apni khabar nahi
Wo jo $hakh$ tha mera rehnuma u$ey Ra$ton main ganwaa diya
Ji$s ko $amjha tha tu ne raqeeb,woh tera naseeb tha
Tere Haath ki lakeer tha,u$ey tu ne haath se hi mita diya
Mujhey i$hq hai ke junoon, yeh fai$la kabhi na ho $aka
Mera naam zeenat-e-da$ht tha,i$ey aandhiyon ne mita diya
Yeh uda$iyoo ka jamal hai , ke maraivj-e-kamal hai
Ke kabhi zaat se bi chupa liya , to kabhi $hehar bhar ko $una diya
Meri umar ka Guli$tan abhi khula huwa hai zaroor par
Wo jo phool they teri chah ke unko mau$amo ne gira diya…..
wo muj say besabab uljha nahe tha,
wo pahlay tou kabi aisa nahe tha,
bohat aala tha us ka zarf laken,
wo meri zaat ko samja nahe tha,
wo wo jis berukhi say chal diya tha,
man itna b gea guzra nahe tha,
usay main kiun bura thehraon yaro,
wo acha tha faqat mera nahe tha…….
Khud ko khud se ham kalam kar k dekhna,
kitna mushkli haiye kam ker k dekhna,
kis kadar uddas guzarti hain meri shamien,
yaad kisi ko kisi shaam kar k dekhna
dil k zakham koun say chupana parha,,,
palkain bheegi thin par phir b muskurana parha,,,
kaisay ultay hain muhabbat k ye riwaj,,,
ruthan chahtay thay par un ko manana parha…..
nikal k dil say teray wastay sada ayi,,,
uthaye haath tou yaad aik hi dua ayi,,,
k teru umar ko duniya ki umar lag jaye,,
waqt saal ginay aur gin gin k thak haye (AMEEN)
kuch khud b thay afsurda say,,
kuch tum b hum say rooth gaye,,
kuch khud hi zzakhm k aadi thay,,
kuch sheeshay hath say choot gaye,,
kuch khud b hassaas thay bohat,,
kuch apnay muqadar rooth gaye,,
kuch tum ko sach say nafrat thi,,,
kuch hum say na bolay jhoot gaye,,
kuch logon nay uskaya tumain,,
kuch apnay muqadar phoot gaye,,
kuch khud itnay mohtaat na thay,,
kuch log b hum ko loot gaye,,
kuch talkh hakaik thay itnay,
k khaab hi saray toot gaye………
Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaj Mujhe Kahiye
Sur Jismein Hai Sab Ghum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye
Main Kon Hoon Aur Kyaa Hoon Kiske Liye zindaa Hoon
Main Khud Bhi Nahi Samajhi Woh Raaz Mujhe Kahiye