Jaate Jaate Vo Mujhe Achi Ni$hani De Gaya
Umr Bhar Doharaunga Ai$i Kahani De Gaya
U$ $e Mein Kuch Pa $akun Ai$i Kahan Umid Thi
Gham Bhi Vo $hayad Bara-e-Meharabani De Gaya
$ab Havaen Le Gaya Mere $amandar Ki Koi
Aur Mujh Ko Ek Ka$ti Badabani De Gaya
Khair Mein Piya$ Raha Par U$Ne itana to Kiya
Meri Palakon Ki Kataaron Ko Vo Pani De Gaya…..
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
muhabat k liya diwangi hona zarori hy
muhabat $ary ri$hty naty toor dayti hay
faqad aik dil $ay dil k $il$aly joor dayti hy
muhabat ki hadin hotin nhi jana
ya har qanon $ay hoti hy bala tar
$amaji ban$de$hon ko toor dayna i$ ka $hiwa hay
laga dayti hy makhmal main bhi tat k paywand ak$ar
ager mujh $ay muhabat hy tu phir tum ko
ya ri$hty nathy …..bande$hin $ari
$ara$ar torna hon gin
ager ya nhi ho $akta
ager ya nhi ho $akta tu phir yun hay
k hum tum apni
khuwahi$h k khilony tot dayty hain
dilon ko mor layty hain
muhabat chur dayty hain…..
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Kabhi wo mujh say kehta tha k meri zindagi tum ho.
Tum hee ho arzoo meri meri to har khushi tum ho.
Na dekhoon mien agar tum ko to aankhien noor hee kho dein
meri aankhoon mien jan-e-jaan chamkti roshni tum ho.
mujh har khoof say hat kar ye duniya ko batana hay k
apny pyar ka bandhan to sadiyoon say purana hay
hamien ek dosry ki zaat ki takmeel rakhni hay
samandar k kinary par hamien ek ghar banana hay
wo ghar jis mien baharoon khushboon rangoon ka meela hoo
yahan say door sabzy mien wo ghar apna akela ho
mien har subha Tumhari aankh say dekhoon haseen manzar
tumhary husan ka jadoo meri aankhoon mien phella hoo..
MAGAR…
Phir youn huwa halat nay us ko badal dala
bhola k sub us nay wady hamara dil kuchal dala
banaye sahiloon par ghar muhabbat k haseen us nay.
magar wah A muqadar k badal daly makeen us nay.
kisi ka hath hathoon mien wo lay kar ab bhi chalta hay.
magar jab bhi tanha hota hay to bass itna hee kehta hay
suno tum say juda ho kar laga wo ghao ghera hay
hamri dil ki wadi par jahan tha raaj khushiyoon ka
wahan ab dard dehra hay……
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Zalim tha wo aur zulam ki aadat bhi buhat thi..
Majboor thy hum un say mohabbat bhi buhat thi..
Youn hee nahi mashuoor-e-zamana mera qatil..
Us shaks ko is fun mien maharat bhi buhat thi..
Waqif hee na tha marz-e-mohabbat say wo warna..
Dil k liye thori see inayat bhi buhat thi…….
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Ishq Karny k bhi kuch aadaab huwa karty hien..
Jagti Aankhoon Mien Bhi Kuch Khuwaab Huwa Karty Hien..
Har Aankh Roo K dekhaye Ye zaroori to nahi..
Khushk Aankhoon mien bhi khuch khuwab huwa karty hien………..
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
A mere hamnaseen chal kahien aur chal is chaman mien ab apna guzra
nahi…
Baat hoti guloon tak to seh lety hum ab to kantoon pay bhi haq
hamara nahi…
Dee sada diyar par to kabhi toor par kiss jaga mien nay tum ko
pukara nahi..
Thokarien youn khilanay say kiya faida saaf keh do k milna ganwara
nahi..
Gulistaan ko lahoo ki zaroorat pari sub say phelly hee gardan
hamari kati..
Phir bhi kehti hien mujh say ye ehl-e-chaman ye chaman hay hamara
tumhara nahi..
Aaj i ho kal phir chaly jaoo gay ye muhabbat ko apni ganwara nahi..
Umer bhar ka sahara bano to bano do ghari ka shahara shahara nahi..
Jany kiss ki lagan kiss ki dhun mien magan tum nay jaty huwy mujh
ko dekha nahi..
Hum nay awaz par tum ko awaz dee phir bhi kehto hoo hum nay pukara
nahi…
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Ik sarsari c nazar wo mujh pay b dal day
Aey rab-e-zuljalal usay itna khayal day.
Itna b urooj kya k wo mil hi na sakay
wo ho sakay mera usay bas itna Zawal day!!!!
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Bohat suna tha shore senay may dil ka!!!!!
Jab Chera to aik qatra b khoon ka na nikla!!!!!
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Mujh ko Deewana samjhty hein tere shehar k log..
Mere daman say ulajhty hien tere shehar k log.
Aur kiya doon mien tujhy apni wafaoon ka saboot..
Ab mere haal par hansty hien tere shehar k log.
Dil ki baatoon ko to hontoon par na laty lekin..
Mujh par awaz to qasty hien tere shehar k log..
Mien gaya waqat hoon wapis nahi aany wala..
Kyoon mera rasta takty hien tere shehar k log…
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS
Hoti nahi wafa to jafa hee diya karo.
Tum bhi to koi rasm-e-muhabbat ada karo.
hum tum pay mar mitty to ye kis ka qasoor hay.
Aaina lay k hath mien khud faisla karo.
Ab un pay kisi baat ka hota nahi asar..
Minat karo sawal karo iltija karo..
Sharminda hoon k moot bhi aati nahi mujhy..
Tum mere liye ab to koi bad-duwa karo..
Betho na mehfiloon mien zamana kharab hay..
Dekho hamari baat kabhi sun liya karo..
Send this SMS to your Mobile
Posted in Break up SMS