H A P PYB I R TH D AY 2 U
H
A
P
P
Y
B
I
R
T
H
D
A
Y
2 U
&
May ALLAH Give U
H
A
A
P
Y
LONG LIFE…………
H
A
P
P
Y
B
I
R
T
H
D
A
Y
2 U
&
May ALLAH Give U
H
A
A
P
Y
LONG LIFE…………
Tumhari umar sabse lambi ho
Khuda ko kabhi tumhari jaroorat ho
Ho bhi to mere baad ho
Mere dost humesha tum muskarate raho
Zindagee ke har saal yunhi jete raho
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du…
Junam Din Mubarak Ho
Tum ko Khushi mile , Tum ko Chahat mile
Tumhain saare jahan ki Mohabbat mile
Jahan main sab se hon acche Tumhare Naseeb
Koi dukh kabhi bhi na aaye Tumhare Qareeb
Aaj Tumhaari Saalgirah Hai
Dekho Hum Ko Yaad Hai Naa
Hum To Sirf Dua Go LoG
Khaak-o-Mahar Ka Kia Sanjog
Paas Rahain Yaa Door Rahain
Wahshat Say Ranjoor Rahain
Wahan Mehfil Aabad Hai Naa
Aaj Tumhari Saalgirah Hai
Dekho Hum Ko Yaad Hai Naa
Kaisay Kaisay Khawaab Bunay
Rang Barangay Phool Chunay
Un Ke Haath Pe Haath Rahay Gaa
Saalgirah Kaa Cake Katay Gaa
Khawab Har Aik Barbaad Hai Naa
Aaj Tumhari Saalgirah Hai
Dekho Hum Ko Yaad Hai Naa
ye be khudi ye laboon ki hansi mubarik ho
tumhein ye saalgirah ki khushi mubarik ho
kabhi na aaye koi ghum qareeb tumhaare
jahaan mein sab se ache hoon naseeb tumhare
khaloos , pyar bhari dosti mubarik ho
tumhein ye saalgirah ki khushi mubarik hoo
Tum Ko Yaad Bhi Nahi Rehteen
Humari Choti Choti Khushyaan
Tum Ko To Shayad Ehsaas Bhi Nahi Hai
Ke Hum Kitne Betaab Hoye Thay Ek Din
Ke Shayad Ab Tum Kaho Ge
HAPPY BIRTHDAY TO U
Magr Humari Muntazir Samaaton Mein
Tumhare Is Jumle Ka Ras Na Tapka
Magr Aao, Suno Aur Mehsoos Karo
Hum Tum Se Kehte Hain
Apni Muhabbat Ki Tamaam Tar Shidaton Ke Saath
HAPPY BIRTHDAY TO U
Kay Teray Janam Din par
Khuda Paak!
Tujhay who sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Teray Dil nay Ki,
Har who Khuahish jo teray labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur teri yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Teri MAsoom muskurahat
Sada teray labon ka Mehwar ho
Khushiyun say tera daman Hameesha Bhara rahay
Aur Khuda Paak!
Teri Umer Daraz Karain
Ameen
Your b"thday is a day set aside just to celebrate you,
A day to shower you with attention and appreciate your
gudness and warmth, In my own,I celebrate you the rest
of the year,too For you are a very rare person and special
friend and I thank you for being the wonderful part of my world..
Happy B"thday My 4ever Friend..
JANGAL ME MANGAL TERE HI DAM SE
SAB NE YA SHOR MACHAYA HA
SAILGIRAH KA DIN AYA HA
HAPPY BIRTHDAY TO U MERE JAN