25 Jul

Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehney diyajaanay

Raaz ki baatain likhi aur khat khula rehney diya
jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya..
umar bhar saath reh kar woh na samjha dil ki baat.
do dilon kay darmiyan ik faasla rahney diya !
apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood,
Khatam ki ranjish magar gila rehney diya