ek gulab tah bara ydas tharang bhi us ka tha kuch ora o
ek gulab tah bara ydas tha
rang bhi us ka tha kuch ora ora sa
shabnam k ansu rawa thay us k
dil tha us ka kuch bujha bujha sa
bahar ka tha mosam phir bhi na khila tha
dali say apni wo kuch jhuka juhka sa
main nay joo dekha usay paas ja k
pucha us say q hai udas to?
q karta hai dil barbad to?
kis ko karta hai yaad to?
ye sun k wo ronay laga
shabnam k ansu say moo dhonay laga
or rotay rotay bas ye kehnay laga
mera yaar mujh ko chhor gaya hai
mera pyar ,ujh say moo mor gaya hai
ab main ksi k liye khil jaoon
ab main kis k liye khushboo mehkaoon
mujhay kon apnay dil say lagai ga
mujhay kon apni sanso main basaiga
mera chaman ujar gaya hai
mera yaar mujh say bichhar gaya hai
bas ab tu har lamhay us ki yaad hai
bas beqarari hai
tarap hai faryad hai mujh ko …
Posted under