Zardari ki zamin shad bad
Bijli aay 8 ghantay baad …
Tu nishanay corruption aalishan
Arz e zardaristan,shaad baad sindh abaad ….
Zardari ki zamin ka nizam
Aaatay, gas, bijli ka bohran…
Quam, mulk, sub-gharak Nawaz, wakil paainda bad…
Benazir dunya say farar…
Parchamay sitara-o-Hilal …
Khoon main ranga sara saal…
Bhool apna maazi Shan-e-haal, jaan ne istaqlal..
Saya-e-America sar pe sawar
Posted in 
