28 May

New Qaumi Tarana 2010

Please stand up in the respect of our New Qaumi Tarana 2010.

Zardari ki zameen shadbad,
Bijli jaye har ghantay baad,

Tu nishan-e-Curruption Aalishan, Arz-e-Zardaristan,
Shad Baad wakeel barbaad,

Zardari ki Zameen ka Nizam,
Aatay, Gas, Bijli ka Bohraan,

Qaum Mulk Sab Gharaq,
Chaudhry Sab Painda baad,

Shaukat aziz mulk se farar,
Parchamay sitara-o-Halal,

Khoon main ranga sara saal,
Bhool apna mazi shan-e-Haal, Jan-e-Istaqlal,

Saye-e-sheri rehman