25 Jul

Mayous mat hona ye ek gunah hota haiMilta wahi hai jo k

Mayous mat hona ye ek gunah hota hai
Milta wahi hai jo kismat main likha hota hai

Har cheez miley humre ye zaroori to nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan main bhi hota hai

Jo khud ko koste hain woh shayed bekhabar hain
Kuch pa lene ka intzaar khud pe bhi hota hai

Har ek ko bewafa -e-ilzam kyun thehraye hum
hamare samne bhi to ek aayena hota hai

Hum apni zindagi se kyu haar jayein
agar doobta hai suraj to dubne do kal bhi ujala hota hai
0346-2600024