25 Jul

hath me le k mera hath ye wada karloab na choro gey me

hath me le k mera hath ye wada karlo,
ab na choro gey mera sath ye wada karlo!
tum na badlo gey badalty hue mosaam ki tarha,
beetny wali hai barsat ye wada karlo!
log halaat badalty hi badal jaty hain,
tum na badlogey riwayat ye wada karlo!
tum tu wadey bhi bhula dety ho aksa,
ab na bhulo gey koi bat ye wada karlo!