25 Jul

Dr Ab tabiyat kaisi haiMareez pehlay se zyada khrab

Dr: Ab tabiyat kaisi hai?Mareez: pehlay se zyada khrab hai.Dr: dawai khali thi kya?Mareez: Nahi dawa ki shishi to bhari hui thi.Dr: I mean dawai lay li thi?Mareez: G aap ne di thi to main ne lay li thi.Dr: Bewaquf dawai pi li thi?Mareez: Nahi G‘ dawai to laal thi.Doc: Abay gadhay dawai ko pi liya tha?Mareez: Nahi saab piliya to mujhe hai.Dr: Saalay dawa ko mo se laga k pait main dala tha?Mareez: NahiDr: kyun?Mareez: Aap ne hi to kaha tha k shishi ko dhakan laga k rakhna,Main theek to ho jaonga na saab?