25 Jul

aik aadmi ko aik khilona mila us ne socha ke ye apnay

aik aadmi ko aik khilona mila,
us ne socha ke ye apnay us bachay ko doon ga jo sab se taabedaar hai

ghar jaa ke us ne sab bachon se poocha
"tum main se apni mama ka kaha jo sab se ziada maanta hai ussay
ye khilona millay ga

sab bachay bolay "papa aap is ke sab se ziada haqdaar ho"