25 Jul
3 Dost aapas main batain kar rahay thay1st dost yar me
3 Dost aapas main batain kar rahay thay.
1st dost yar meri biwi maa ban‘nay wali thi us ne judwaan film dekhi us ne judwaan bachay paida kiye.
2nd dost bola meri biwi bhi maa ban‘nay wali thi us ne 3 devian film dekhi or 3 larkiyon ko paida kiya.
3rd dost bhagne laga to dono dosto ne poocha kya hoa to wo bola meri biwi bhi maa ban‘nay wali hai or wo to “Ali Baba 40 chor“ film dekh rahi hai…..
0313-3367432
Posted under