25 Jul
Lambi Umeedon k dhokay say bacho k bahaut say kisi roz
Lambi Umeedon k dhokay say bacho k bahaut say kisi roz ki aas rakhnay waley isko paa nahi saktay (uskay anay say pehlay hee maar jatay hein) Aur kaei Makan bananay walay usmay abaad nahi hotay. Aur sadha Maal jama karnay walay ussay khaa nahi saktay.
(Hazrat Ali. RAZIALLAH TAALA ANHO)
Posted under