25 Jul

Pyar kiya to badnaam ho gayecharche humare sareaam ho

Pyar kiya to badnaam ho gaye,

charche humare sareaam ho gaye,

zalim ne dil bhi usi waqt toda,

jab hum uske pyar ke ghulam ho gaye.