25 Jul
Aa gaya dil kissipe aana thaAapka husn ik bahana thaIpt
Aa gaya dil kissipe aana tha
Aapka husn ik bahana tha
Iptada-e-shabab bhi kya thi
Chand taaron me aashiyana tha
Tinke tinke se mil ke roye hum
Jaisa har tinka aashiyana tha
Ab to hai kunj kafas se badhtar
Aap rahte to aashiyana tha
Barq ka shukriya ada kar loon
Kitna be-noor aashiyana tha
Maine ghutkar kafas me dam todaa
Posted under