25 Jul
Mera Afsurda chehra is lye bhi zard rehta haMujhay apn
Mera Afsurda chehra is lye bhi zard rehta ha.
Mujhay apnay ilwa b kisi ka dard rehta ha.
DIYA Tumharay dam qadam se the ye sab mosam ki rangeeni,
Tumharay bad sara saal mosam sard rehta ha.
Diya Tumharay baad baqi aur to sab theek hai laken.
Jahan “ DIL “ Tha kabhi pehlay,
Wahan ab “ DARD“ rehta ha…
US shaks ko bicharne ka salika he nahi ha Mohsin….
Jatay hue khud ko mere pass chor gya….
Posted under