25 Jul

Mohabbaton mein wehsat ka silsila kia thaWo shaks acha

Mohabbaton mein wehsat ka silsila kia tha

Wo shaks acha bhala tha ussy hua kia tha

Bhari hoi koi shakh gulab kafi thi

jahhan bher se ussy chup kar dekhna kia tha

Bhatak raha hai mera dihan jin k raston mein

wo janglon wo pharon ka silsila kia tha

Dhansy huy thy mere paon aik sahil mein

Jo satah aab pe larzan tha kon tha ? kya tha ?

Jo iss tarah nazar aaya k jaisy pathar ho

koi batay wo shaks sochta kia tha

Aaata kia tha usi ne usi ki nazar kia

Jo mere pass tha wo sab mere kia tha